Saturday, November 14, 2015

TAJORBAT:JINN SE DOSTI 1

Spiritual experience 0003
ye hamaray ek course member jo ki jinn ki dosti ka amal jo ki darakht pe kartay hain wo kar rahay thay.usmay aksar jinn dhoka bhi de deta hain aur kis bhi bahanay se ijazat lay kar chala jata hain.aksar ya to rasta puchta hain ya phir koi chiz mangta hain.ya kisi ka pata puch kar chala jata hain.barha ajib rasta apnata hain esliye kai members kamyabi ki dahlij ko chhu kar bhi nakam huvay hain.